|
For Manzil Ki Talash; Khalid Bhaiiiiiiiiiii
|
|
Topic Started: Jul 10 2005, 08:25 PM (2,128 Views)
|
|
Salman4U
|
Jul 10 2005, 08:25 PM
Post #1
|
- Posts:
- 52,743
- Group:
- Admin
- Member
- #2
- Joined:
- December 26, 2003
|
Aap nay aksar logon ko ye kehtay suna ho ga k net........ sirf jhoot hai yahan sirf jhoot chalta hai banawat hai yahan dikhawa hai aur larkay sirf larkion say aur larkian sirf larkon say he baat cheet karti hain wo loug ek doosray ko impress karnay k leay aerdi choti ka zour lagatay hain magar pak chat pay aa kay ye baat ghalat balkay bilkul ghalat nazar aati hai.
Yahan PC pay mujhay jitna pyear mila, jitna apna pun mila kuch dost milay kuch bhai milay kuch behnain milinnnnnnnnn jo mujh say bouhat pyear karti hain
Shanoo (kashish) Sanam, Hira, Naher, Cindy, Muskan, Mazhar, Zaina, Sana, Moona, Sonia, Hira, Asma, Masiha, Mehak, Bia, Maryam, Khurram, Ahmed
in k illawa pc k wo new friends bhe jin say meri ziyada baat to nahain hoi kyun k wo jub aay tub maira aana bouhat kum ho gaiya yahan pay
ek naam main nay liya nahain kyun k main yahan aun k baray main he aap ko batanay laga hoon wo naam hai Khalid bhai aap nay pc pay aksar ek nick daikha ho ga "Manzil Kee Talash" ji han jub wo pc pay 1st time aay thay to main nay aun say poocha thaa k hazrat aap ke emanzil ahi kahan jiss ko aap seach kar rahay hain to aunhon nay bataya thaa k bus ji manzil abhi bouhat door hai magar talash kar he loon ga main Allah karay k aun ko aun kee manzil hasil ho jaay aur wo apni manzil e maqsood par punach jain
Khalid bhaiiiiiiiiiiiii ek bouhat achay insan hain ek shareef ul nafs pyear karnay walay meharban dost jin k halat ek zindagi bh ekcuh kuch meri tarha k hain abhi aunhon nay bhe bouhat see zeemay darian nibhani hain bouhat aagay jana hai meri aun say ek mulaqat bhe ho chuki haiiiiiiiiiiiii jiss ka main ek topic pay bata bhe chuka hoon
Khalid bhai kee dosti aesay logon k moun pay tamacha haiiiiiiiiii jo kah akartay hain k net pay sirf dhoka hai banawat haiiiiiiiiiiiiii kyun k khalid bhai say milnay k baad aur hamari dosti parwan chardhnay k baad aesi baten dum tord jati hain Khalid bhaiiiiiiii kee shakhsiyat ek seeday saday masoom say insan kee hai aur kabhi kabhi wo ek masoom say bachay kee roop main bhe nazar aatay hain jiss ko daikh k bouhat pyear aata haiiiiiiiiiiiiiiiiii
Allah main say duaa hai k wo mairay bouhat achay dost aur bhai khalid bhai ko zindagi k har imtehan main kamiab karain aur aun ko itna hosla dain k wo apnay maa baap behan o bhai kee zeemay darian poori kar sakain, Allah main aun kee zeindagi ko khushon say bahrday Ameen
|
alvida, alvida, meri raahein alvida meri saansein kehati hain, alvida alvida, alvida, abb kehna aur kiya jab tunay keh diya, alvida ___________________________
|
| |
|
Salman4U
|
Jul 10 2005, 08:34 PM
Post #2
|
- Posts:
- 52,743
- Group:
- Admin
- Member
- #2
- Joined:
- December 26, 2003
|
Khush Raho Sada, Hai Yeh Meiri Duaa Raho Khushbu Ki Tarha Hai Yeh Meri Duaa
Kantay Teri Rahoon K Chun Loon Main Qadam Rakho Phool Per, Hai Meri Duaa
Kabhi Amawas ki Raat Na Aay Zindagi Main Rahou Tum Chandni Ki Tarha Hai Yeh Meri Duaa
Na Rahay Koi Talab Mairay Dostoon ko Ho Puri Aun Ki Har Duaa,Hai Yeh Merri Duaa
|
alvida, alvida, meri raahein alvida meri saansein kehati hain, alvida alvida, alvida, abb kehna aur kiya jab tunay keh diya, alvida ___________________________
|
| |
|
Manzil_Ki_Talash
|
Jul 10 2005, 09:26 PM
Post #3
|
Innocent
- Posts:
- 13,865
- Group:
- Admin.
- Member
- #112
- Joined:
- August 15, 2004
|
assalam alaikum aray salman bhai yeh to aap ki nazar aesi hai aap jaisa banda jis ko dost ho woh khud ba khud ache ho jate hain aur INSHALLAH hamari dosti hamesha qaim rahe gi jub tak zindagi ne saath deya ALLAH HAFIZ
|

_________________________________________________
Life Time Achivement Award 2007 (Special AWARD)
 Best Reagrd, Salman Nasim Shad Admin Pak Chat[GK-gender]Male[gender-GK]
|
| |
|
Kashish
|
Jul 11 2005, 01:08 AM
Post #4
|
~*~ Elusive Sanity~*~
- Posts:
- 7,810
- Group:
- PC.Founders
- Member
- #8
- Joined:
- January 25, 2004
|
omg Khalid bhai is very sweet, loving, caring n optimistic.. n a great brother :)... mazak bhi acha ker laitay hein :P aur kafi serious bhi hein... if u ever feel a bit down bus in sey baat karsaktay hein.. he is gona cheer u up in a second :)... i am so glad to have such a nice, sensible n loving brother n friend :)...
|
Hur koi ro ke dikhaaey yeh zaroori tou nahin Khushk Aankhon mein bhi sailaab hua kartey hain _________________________________________________
Life Time Achivement Award 2007 (Special AWARD)
 Best Reagrd, Salman Nasim Shad Admin Pak Chat
|
| |
|
Kashish
|
Jul 11 2005, 01:09 AM
Post #5
|
~*~ Elusive Sanity~*~
- Posts:
- 7,810
- Group:
- PC.Founders
- Member
- #8
- Joined:
- January 25, 2004
|
THANKS KHALID BHAI FOR ALWAYS BEING THERE FOR ME
|
Hur koi ro ke dikhaaey yeh zaroori tou nahin Khushk Aankhon mein bhi sailaab hua kartey hain _________________________________________________
Life Time Achivement Award 2007 (Special AWARD)
 Best Reagrd, Salman Nasim Shad Admin Pak Chat
|
| |
|
Manzil_Ki_Talash
|
Jul 12 2005, 07:48 PM
Post #6
|
Innocent
- Posts:
- 13,865
- Group:
- Admin.
- Member
- #112
- Joined:
- August 15, 2004
|
assalam alaikum shukarya shanoo sister lakin itni taref na karo bigar jaoon ga ALLAH HAFIZ
|

_________________________________________________
Life Time Achivement Award 2007 (Special AWARD)
 Best Reagrd, Salman Nasim Shad Admin Pak Chat[GK-gender]Male[gender-GK]
|
| |
|
Salman4U
|
Oct 12 2006, 07:43 PM
Post #7
|
- Posts:
- 52,743
- Group:
- Admin
- Member
- #2
- Joined:
- December 26, 2003
|
Meri duaa hai ke khus rahoo tum Miley na koi ghum jahan bhi raho tum Samundar ke terha dil hai gheera tera Khusyoun say bhara rehey daman tera Tum joo kahooo woh har kowaish puri ho tumhari Khuda say bhi bus yahi duaa hai humari Salgiraa hai tumhari bhut say khusyian manaoo tum Aney wala jo saal hai usse sajaoo tum Toofa kai doon tumhey duaaoon ke siwa Ke khuda humeshah rehey razi tum say sada
|
alvida, alvida, meri raahein alvida meri saansein kehati hain, alvida alvida, alvida, abb kehna aur kiya jab tunay keh diya, alvida ___________________________
|
| |
|
Manzil_Ki_Talash
|
Oct 12 2006, 08:16 PM
Post #8
|
Innocent
- Posts:
- 13,865
- Group:
- Admin.
- Member
- #112
- Joined:
- August 15, 2004
|
- Salman4U
- Oct 13 2006, 04:43 AM
Meri duaa hai ke khus rahoo tum Miley na koi ghum jahan bhi raho tum Samundar ke terha dil hai gheera tera Khusyoun say bhara rehey daman tera Tum joo kahooo woh har kowaish puri ho tumhari Khuda say bhi bus yahi duaa hai humari Salgiraa hai tumhari bhut say khusyian manaoo tum Aney wala jo saal hai usse sajaoo tum Toofa kai doon tumhey duaaoon ke siwa Ke khuda humeshah rehey razi tum say sada
assalam alaikum shukarya sir ji duaoon ke liye aaj kal duaoon ki buhut zarorat hai
|

_________________________________________________
Life Time Achivement Award 2007 (Special AWARD)
 Best Reagrd, Salman Nasim Shad Admin Pak Chat[GK-gender]Male[gender-GK]
|
| |
|
Salman4U
|
Oct 15 2006, 07:01 PM
Post #9
|
- Posts:
- 52,743
- Group:
- Admin
- Member
- #2
- Joined:
- December 26, 2003
|
Mention not Sir ji..............aur meri duaain aap k sath hamisha rehain gee
|
alvida, alvida, meri raahein alvida meri saansein kehati hain, alvida alvida, alvida, abb kehna aur kiya jab tunay keh diya, alvida ___________________________
|
| |
|
Asma
|
Oct 18 2006, 06:35 PM
Post #10
|
Moderator
- Posts:
- 8,143
- Group:
- PC Legends
- Member
- #107
- Joined:
- August 14, 2004
|
- Salman4U
- Oct 13 2006, 03:43 AM
Meri duaa hai ke khus rahoo tum Miley na koi ghum jahan bhi raho tum Samundar ke terha dil hai gheera tera Khusyoun say bhara rehey daman tera Tum joo kahooo woh har kowaish puri ho tumhari Khuda say bhi bus yahi duaa hai humari Salgiraa hai tumhari bhut say khusyian manaoo tum Aney wala jo saal hai usse sajaoo tum Toofa kai doon tumhey duaaoon ke siwa Ke khuda humeshah rehey razi tum say sada
AMEEN,INSHALLAH very nice topic Salman our really Khalid hae ek buhtu hi acha our care karne wala dost .... INSHALALh k ALLAH unko har khoshi se nawaz de
|
____________________ Hard Worker Member OF PC 2007. (Special AWARD)
 Best Reagrd, Salman Nasim Shad Admin Pak Chat
|
| |
|
Manzil_Ki_Talash
|
Oct 18 2006, 09:00 PM
Post #11
|
Innocent
- Posts:
- 13,865
- Group:
- Admin.
- Member
- #112
- Joined:
- August 15, 2004
|
- Salman4U
- Oct 16 2006, 04:01 AM
Mention not Sir ji..............aur meri duaain aap k sath hamisha rehain gee
assalam alaikum shukarya sir ji
|

_________________________________________________
Life Time Achivement Award 2007 (Special AWARD)
 Best Reagrd, Salman Nasim Shad Admin Pak Chat[GK-gender]Male[gender-GK]
|
| |
|
Manzil_Ki_Talash
|
Oct 18 2006, 09:18 PM
Post #12
|
Innocent
- Posts:
- 13,865
- Group:
- Admin.
- Member
- #112
- Joined:
- August 15, 2004
|
- Asma
- Oct 19 2006, 03:35 AM
- Salman4U
- Oct 13 2006, 03:43 AM
Meri duaa hai ke khus rahoo tum Miley na koi ghum jahan bhi raho tum Samundar ke terha dil hai gheera tera Khusyoun say bhara rehey daman tera Tum joo kahooo woh har kowaish puri ho tumhari Khuda say bhi bus yahi duaa hai humari Salgiraa hai tumhari bhut say khusyian manaoo tum Aney wala jo saal hai usse sajaoo tum Toofa kai doon tumhey duaaoon ke siwa Ke khuda humeshah rehey razi tum say sada AMEEN,INSHALLAH very nice topic Salman our really Khalid hae ek buhtu hi acha our care karne wala dost .... INSHALALh k ALLAH unko har khoshi se nawaz de
assalam alaikum shukarya ji
|

_________________________________________________
Life Time Achivement Award 2007 (Special AWARD)
 Best Reagrd, Salman Nasim Shad Admin Pak Chat[GK-gender]Male[gender-GK]
|
| |
|
Salman4U
|
Nov 27 2006, 10:43 AM
Post #13
|
- Posts:
- 52,743
- Group:
- Admin
- Member
- #2
- Joined:
- December 26, 2003
|
Khalid bhai khood hazar baar shukria kahu tum aur hum main say koi Thanks bol day ya shukria to aus ko lacture daytay ho.....abhi batata hoon hira ko main
|
alvida, alvida, meri raahein alvida meri saansein kehati hain, alvida alvida, alvida, abb kehna aur kiya jab tunay keh diya, alvida ___________________________
|
| |
|
Alisha
|
Nov 27 2006, 06:44 PM
Post #14
|
Alisha
- Posts:
- 1,143
- Group:
- Silver Member
- Member
- #119
- Joined:
- August 22, 2004
|
- Salman4U
- Jul 11 2005, 04:25 AM
Aap nay aksar logon ko ye kehtay suna ho ga k net........ sirf jhoot hai yahan sirf jhoot chalta hai banawat hai yahan dikhawa hai aur larkay sirf larkion say aur larkian sirf larkon say he baat cheet karti hain wo loug ek doosray ko impress karnay k leay aerdi choti ka zour lagatay hain magar pak chat pay aa kay ye baat ghalat balkay bilkul ghalat nazar aati hai.
Yahan PC pay mujhay jitna pyear mila, jitna apna pun mila kuch dost milay kuch bhai milay kuch behnain milinnnnnnnnn jo mujh say bouhat pyear karti hain
Shanoo (kashish) Sanam, Hira, Naher, Cindy, Muskan, Mazhar, Zaina, Sana, Moona, Sonia, Hira, Asma, Masiha, Mehak, Bia, Maryam, Khurram, Ahmed
in k illawa pc k wo new friends bhe jin say meri ziyada baat to nahain hoi kyun k wo jub aay tub maira aana bouhat kum ho gaiya yahan pay
ek naam main nay liya nahain kyun k main yahan aun k baray main he aap ko batanay laga hoon wo naam hai Khalid bhai aap nay pc pay aksar ek nick daikha ho ga "Manzil Kee Talash" ji han jub wo pc pay 1st time aay thay to main nay aun say poocha thaa k hazrat aap ke emanzil ahi kahan jiss ko aap seach kar rahay hain to aunhon nay bataya thaa k bus ji manzil abhi bouhat door hai magar talash kar he loon ga main Allah karay k aun ko aun kee manzil hasil ho jaay aur wo apni manzil e maqsood par punach jain
Khalid bhaiiiiiiiiiiiii ek bouhat achay insan hain ek shareef ul nafs pyear karnay walay meharban dost jin k halat ek zindagi bh ekcuh kuch meri tarha k hain abhi aunhon nay bhe bouhat see zeemay darian nibhani hain bouhat aagay jana hai meri aun say ek mulaqat bhe ho chuki haiiiiiiiiiiiii jiss ka main ek topic pay bata bhe chuka hoon
Khalid bhai kee dosti aesay logon k moun pay tamacha haiiiiiiiiii jo kah akartay hain k net pay sirf dhoka hai banawat haiiiiiiiiiiiiii kyun k khalid bhai say milnay k baad aur hamari dosti parwan chardhnay k baad aesi baten dum tord jati hain Khalid bhaiiiiiiii kee shakhsiyat ek seeday saday masoom say insan kee hai aur kabhi kabhi wo ek masoom say bachay kee roop main bhe nazar aatay hain jiss ko daikh k bouhat pyear aata haiiiiiiiiiiiiiiiiii
Allah main say duaa hai k wo mairay bouhat achay dost aur bhai khalid bhai ko zindagi k har imtehan main kamiab karain aur aun ko itna hosla dain k wo apnay maa baap behan o bhai kee zeemay darian poori kar sakain, Allah main aun kee zeindagi ko khushon say bahrday Ameen
Aahhaaaaaaaaaam aahammmmmm wah bari tareef ho rahi hai bare bhaya aap ki.........aur wesay sach bhi yahi hai my brither is very innocent person ..........abb ziada na pheel jana bhai
aur in ki manzil tu abb in ko mil gai hai aur raaz ki baat hai in ki manzil main ne talash ki hai :D
Shehreen
|
Shehr-e-gumnam kay tammam aainey toor kar Main apne jaisa koi shaks talash karti hon!intGender=1; _________________________________________________
Most active member OF Poetry Section 2007 Best Poet OF PC 2007
 Best Reagrd, Salman Nasim Shad Admin Pak Chat
|
| |
|
Salman4U
|
Nov 27 2006, 07:05 PM
Post #15
|
- Posts:
- 52,743
- Group:
- Admin
- Member
- #2
- Joined:
- December 26, 2003
|
- shehreen
- Nov 28 2006, 02:44 AM
- Salman4U
- Jul 11 2005, 04:25 AM
Aap nay aksar logon ko ye kehtay suna ho ga k net........ sirf jhoot hai yahan sirf jhoot chalta hai banawat hai yahan dikhawa hai aur larkay sirf larkion say aur larkian sirf larkon say he baat cheet karti hain wo loug ek doosray ko impress karnay k leay aerdi choti ka zour lagatay hain magar pak chat pay aa kay ye baat ghalat balkay bilkul ghalat nazar aati hai.
Yahan PC pay mujhay jitna pyear mila, jitna apna pun mila kuch dost milay kuch bhai milay kuch behnain milinnnnnnnnn jo mujh say bouhat pyear karti hain
Shanoo (kashish) Sanam, Hira, Naher, Cindy, Muskan, Mazhar, Zaina, Sana, Moona, Sonia, Hira, Asma, Masiha, Mehak, Bia, Maryam, Khurram, Ahmed
in k illawa pc k wo new friends bhe jin say meri ziyada baat to nahain hoi kyun k wo jub aay tub maira aana bouhat kum ho gaiya yahan pay
ek naam main nay liya nahain kyun k main yahan aun k baray main he aap ko batanay laga hoon wo naam hai Khalid bhai aap nay pc pay aksar ek nick daikha ho ga "Manzil Kee Talash" ji han jub wo pc pay 1st time aay thay to main nay aun say poocha thaa k hazrat aap ke emanzil ahi kahan jiss ko aap seach kar rahay hain to aunhon nay bataya thaa k bus ji manzil abhi bouhat door hai magar talash kar he loon ga main Allah karay k aun ko aun kee manzil hasil ho jaay aur wo apni manzil e maqsood par punach jain
Khalid bhaiiiiiiiiiiiii ek bouhat achay insan hain ek shareef ul nafs pyear karnay walay meharban dost jin k halat ek zindagi bh ekcuh kuch meri tarha k hain abhi aunhon nay bhe bouhat see zeemay darian nibhani hain bouhat aagay jana hai meri aun say ek mulaqat bhe ho chuki haiiiiiiiiiiiii jiss ka main ek topic pay bata bhe chuka hoon
Khalid bhai kee dosti aesay logon k moun pay tamacha haiiiiiiiiii jo kah akartay hain k net pay sirf dhoka hai banawat haiiiiiiiiiiiiii kyun k khalid bhai say milnay k baad aur hamari dosti parwan chardhnay k baad aesi baten dum tord jati hain Khalid bhaiiiiiiii kee shakhsiyat ek seeday saday masoom say insan kee hai aur kabhi kabhi wo ek masoom say bachay kee roop main bhe nazar aatay hain jiss ko daikh k bouhat pyear aata haiiiiiiiiiiiiiiiiii
Allah main say duaa hai k wo mairay bouhat achay dost aur bhai khalid bhai ko zindagi k har imtehan main kamiab karain aur aun ko itna hosla dain k wo apnay maa baap behan o bhai kee zeemay darian poori kar sakain, Allah main aun kee zeindagi ko khushon say bahrday Ameen Aahhaaaaaaaaaam aahammmmmm wah bari tareef ho rahi hai bare bhaya aap ki.........aur wesay sach bhi yahi hai my brither is very innocent person ..........abb ziada na pheel jana bhai
aur in ki manzil tu abb in ko mil gai hai aur raaz ki baat hai in ki manzil main ne talash ki hai :D
Shehreen
:lol: In ki manzil tum nay talash ki hai sister ? waisay main nay sunna hai aap nay bouhat chohti see manzil talash ki haiiiiiiiiiiiiiii :lol: kia ye sahee baat haiiiiiiiiiiii ?
|
alvida, alvida, meri raahein alvida meri saansein kehati hain, alvida alvida, alvida, abb kehna aur kiya jab tunay keh diya, alvida ___________________________
|
| |
|
Alisha
|
Nov 27 2006, 07:10 PM
Post #16
|
Alisha
- Posts:
- 1,143
- Group:
- Silver Member
- Member
- #119
- Joined:
- August 22, 2004
|
- Salman4U
- Nov 28 2006, 03:05 AM

Shehreen :lol: In ki manzil tum nay talash ki hai sister ? waisay main nay sunna hai aap nay bouhat chohto see manzil talash ki haiiiiiiiiiiiiiii :lol: kia ye sahee baat haiiiiiiiiiiii ?
nahi bhai kis ne kaha choto si manzil hai yeh khabar kisi dushman ne urai ho gi
Shehreen
|
Shehr-e-gumnam kay tammam aainey toor kar Main apne jaisa koi shaks talash karti hon!intGender=1; _________________________________________________
Most active member OF Poetry Section 2007 Best Poet OF PC 2007
 Best Reagrd, Salman Nasim Shad Admin Pak Chat
|
| |
|
Manzil_Ki_Talash
|
Nov 27 2006, 08:50 PM
Post #17
|
Innocent
- Posts:
- 13,865
- Group:
- Admin.
- Member
- #112
- Joined:
- August 15, 2004
|
- Salman4U
- Nov 27 2006, 07:43 PM
Khalid bhai khood hazar baar shukria kahu tum aur hum main say koi Thanks bol day ya shukria to aus ko lacture daytay ho.....abhi batata hoon hira ko main
assalam alaikum acha yani ab khule aam mujh se punga lo gay bata do hira ko main kisi se nahi darta
|

_________________________________________________
Life Time Achivement Award 2007 (Special AWARD)
 Best Reagrd, Salman Nasim Shad Admin Pak Chat[GK-gender]Male[gender-GK]
|
| |
|
Manzil_Ki_Talash
|
Nov 27 2006, 09:02 PM
Post #18
|
Innocent
- Posts:
- 13,865
- Group:
- Admin.
- Member
- #112
- Joined:
- August 15, 2004
|
- shehreen
- Nov 28 2006, 03:44 AM
- Salman4U
- Jul 11 2005, 04:25 AM
Aap nay aksar logon ko ye kehtay suna ho ga k net........ sirf jhoot hai yahan sirf jhoot chalta hai banawat hai yahan dikhawa hai aur larkay sirf larkion say aur larkian sirf larkon say he baat cheet karti hain wo loug ek doosray ko impress karnay k leay aerdi choti ka zour lagatay hain magar pak chat pay aa kay ye baat ghalat balkay bilkul ghalat nazar aati hai.
Yahan PC pay mujhay jitna pyear mila, jitna apna pun mila kuch dost milay kuch bhai milay kuch behnain milinnnnnnnnn jo mujh say bouhat pyear karti hain
Shanoo (kashish) Sanam, Hira, Naher, Cindy, Muskan, Mazhar, Zaina, Sana, Moona, Sonia, Hira, Asma, Masiha, Mehak, Bia, Maryam, Khurram, Ahmed
in k illawa pc k wo new friends bhe jin say meri ziyada baat to nahain hoi kyun k wo jub aay tub maira aana bouhat kum ho gaiya yahan pay
ek naam main nay liya nahain kyun k main yahan aun k baray main he aap ko batanay laga hoon wo naam hai Khalid bhai aap nay pc pay aksar ek nick daikha ho ga "Manzil Kee Talash" ji han jub wo pc pay 1st time aay thay to main nay aun say poocha thaa k hazrat aap ke emanzil ahi kahan jiss ko aap seach kar rahay hain to aunhon nay bataya thaa k bus ji manzil abhi bouhat door hai magar talash kar he loon ga main Allah karay k aun ko aun kee manzil hasil ho jaay aur wo apni manzil e maqsood par punach jain
Khalid bhaiiiiiiiiiiiii ek bouhat achay insan hain ek shareef ul nafs pyear karnay walay meharban dost jin k halat ek zindagi bh ekcuh kuch meri tarha k hain abhi aunhon nay bhe bouhat see zeemay darian nibhani hain bouhat aagay jana hai meri aun say ek mulaqat bhe ho chuki haiiiiiiiiiiiii jiss ka main ek topic pay bata bhe chuka hoon
Khalid bhai kee dosti aesay logon k moun pay tamacha haiiiiiiiiii jo kah akartay hain k net pay sirf dhoka hai banawat haiiiiiiiiiiiiii kyun k khalid bhai say milnay k baad aur hamari dosti parwan chardhnay k baad aesi baten dum tord jati hain Khalid bhaiiiiiiii kee shakhsiyat ek seeday saday masoom say insan kee hai aur kabhi kabhi wo ek masoom say bachay kee roop main bhe nazar aatay hain jiss ko daikh k bouhat pyear aata haiiiiiiiiiiiiiiiiii
Allah main say duaa hai k wo mairay bouhat achay dost aur bhai khalid bhai ko zindagi k har imtehan main kamiab karain aur aun ko itna hosla dain k wo apnay maa baap behan o bhai kee zeemay darian poori kar sakain, Allah main aun kee zeindagi ko khushon say bahrday Ameen Aahhaaaaaaaaaam aahammmmmm wah bari tareef ho rahi hai bare bhaya aap ki.........aur wesay sach bhi yahi hai my brither is very innocent person ..........abb ziada na pheel jana bhai
aur in ki manzil tu abb in ko mil gai hai aur raaz ki baat hai in ki manzil main ne talash ki hai :D
Shehreen
assalam alaikum hmmmmmmm abhi to ek manzil mili hai baqi aur buhut si hain na sis
|

_________________________________________________
Life Time Achivement Award 2007 (Special AWARD)
 Best Reagrd, Salman Nasim Shad Admin Pak Chat[GK-gender]Male[gender-GK]
|
| |
|
Salman4U
|
Nov 28 2006, 05:41 AM
Post #19
|
- Posts:
- 52,743
- Group:
- Admin
- Member
- #2
- Joined:
- December 26, 2003
|
HMMMMMMMMMM 4 ki ijazat hai waisay char manzilain hasil karnay k sapnay hain kia ?
|
alvida, alvida, meri raahein alvida meri saansein kehati hain, alvida alvida, alvida, abb kehna aur kiya jab tunay keh diya, alvida ___________________________
|
| |
|
Alisha
|
Nov 28 2006, 04:24 PM
Post #20
|
Alisha
- Posts:
- 1,143
- Group:
- Silver Member
- Member
- #119
- Joined:
- August 22, 2004
|
- Manzil_Ki_Talash
- Nov 28 2006, 05:02 AM

Shehreen assalam alaikum hmmmmmmm abhi to ek manzil mili hai baqi aur buhut si hain na sis
:@
Shehreen
|
Shehr-e-gumnam kay tammam aainey toor kar Main apne jaisa koi shaks talash karti hon!intGender=1; _________________________________________________
Most active member OF Poetry Section 2007 Best Poet OF PC 2007
 Best Reagrd, Salman Nasim Shad Admin Pak Chat
|
| |
|
Salman4U
|
Nov 28 2006, 04:42 PM
Post #21
|
- Posts:
- 52,743
- Group:
- Admin
- Member
- #2
- Joined:
- December 26, 2003
|
- shehreen
- Nov 29 2006, 12:24 AM
- Manzil_Ki_Talash
- Nov 28 2006, 05:02 AM
- shehreen
- Nov 28 2006, 03:44 AM
- Salman4U
- Jul 11 2005, 04:25 AM
Aap nay aksar logon ko ye kehtay suna ho ga k net........ sirf jhoot hai yahan sirf jhoot chalta hai banawat hai yahan dikhawa hai aur larkay sirf larkion say aur larkian sirf larkon say he baat cheet karti hain wo loug ek doosray ko impress karnay k leay aerdi choti ka zour lagatay hain magar pak chat pay aa kay ye baat ghalat balkay bilkul ghalat nazar aati hai.
Yahan PC pay mujhay jitna pyear mila, jitna apna pun mila kuch dost milay kuch bhai milay kuch behnain milinnnnnnnnn jo mujh say bouhat pyear karti hain
Shanoo (kashish) Sanam, Hira, Naher, Cindy, Muskan, Mazhar, Zaina, Sana, Moona, Sonia, Hira, Asma, Masiha, Mehak, Bia, Maryam, Khurram, Ahmed
in k illawa pc k wo new friends bhe jin say meri ziyada baat to nahain hoi kyun k wo jub aay tub maira aana bouhat kum ho gaiya yahan pay
ek naam main nay liya nahain kyun k main yahan aun k baray main he aap ko batanay laga hoon wo naam hai Khalid bhai aap nay pc pay aksar ek nick daikha ho ga "Manzil Kee Talash" ji han jub wo pc pay 1st time aay thay to main nay aun say poocha thaa k hazrat aap ke emanzil ahi kahan jiss ko aap seach kar rahay hain to aunhon nay bataya thaa k bus ji manzil abhi bouhat door hai magar talash kar he loon ga main Allah karay k aun ko aun kee manzil hasil ho jaay aur wo apni manzil e maqsood par punach jain
Khalid bhaiiiiiiiiiiiii ek bouhat achay insan hain ek shareef ul nafs pyear karnay walay meharban dost jin k halat ek zindagi bh ekcuh kuch meri tarha k hain abhi aunhon nay bhe bouhat see zeemay darian nibhani hain bouhat aagay jana hai meri aun say ek mulaqat bhe ho chuki haiiiiiiiiiiiii jiss ka main ek topic pay bata bhe chuka hoon
Khalid bhai kee dosti aesay logon k moun pay tamacha haiiiiiiiiii jo kah akartay hain k net pay sirf dhoka hai banawat haiiiiiiiiiiiiii kyun k khalid bhai say milnay k baad aur hamari dosti parwan chardhnay k baad aesi baten dum tord jati hain Khalid bhaiiiiiiii kee shakhsiyat ek seeday saday masoom say insan kee hai aur kabhi kabhi wo ek masoom say bachay kee roop main bhe nazar aatay hain jiss ko daikh k bouhat pyear aata haiiiiiiiiiiiiiiiiii
Allah main say duaa hai k wo mairay bouhat achay dost aur bhai khalid bhai ko zindagi k har imtehan main kamiab karain aur aun ko itna hosla dain k wo apnay maa baap behan o bhai kee zeemay darian poori kar sakain, Allah main aun kee zeindagi ko khushon say bahrday Ameen Aahhaaaaaaaaaam aahammmmmm wah bari tareef ho rahi hai bare bhaya aap ki.........aur wesay sach bhi yahi hai my brither is very innocent person ..........abb ziada na pheel jana bhai
aur in ki manzil tu abb in ko mil gai hai aur raaz ki baat hai in ki manzil main ne talash ki hai :D
Shehreen assalam alaikum hmmmmmmm abhi to ek manzil mili hai baqi aur buhut si hain na sis
:@ Shehreen
daikh lo behna apnay bhiya k iraday kitnay khatarnak hain
|
alvida, alvida, meri raahein alvida meri saansein kehati hain, alvida alvida, alvida, abb kehna aur kiya jab tunay keh diya, alvida ___________________________
|
| |
|
Fairy
|
Nov 28 2006, 06:43 PM
Post #22
|
AP KI FAIRY
- Posts:
- 4,603
- Group:
- Silver Member
- Member
- #501
- Joined:
- March 15, 2006
|
|
 Best New Member OF PAK CHAT 2006
|
| |
|
Salman4U
|
Nov 28 2006, 06:50 PM
Post #23
|
- Posts:
- 52,743
- Group:
- Admin
- Member
- #2
- Joined:
- December 26, 2003
|
Thanks Fairy Aunt
|
alvida, alvida, meri raahein alvida meri saansein kehati hain, alvida alvida, alvida, abb kehna aur kiya jab tunay keh diya, alvida ___________________________
|
| |
|
Manzil_Ki_Talash
|
Dec 10 2006, 08:52 PM
Post #24
|
Innocent
- Posts:
- 13,865
- Group:
- Admin.
- Member
- #112
- Joined:
- August 15, 2004
|
- Salman4U
- Nov 28 2006, 02:41 PM
HMMMMMMMMMM 4 ki ijazat hai waisay char manzilain hasil karnay k sapnay hain kia ?
assalam alaikum aray yaar woh to hai lakin manzilain za mukhtalif hain manzil khali shadi nahi hai dear aur bhi hain jis ke liye main koshish main laga howa hon
|

_________________________________________________
Life Time Achivement Award 2007 (Special AWARD)
 Best Reagrd, Salman Nasim Shad Admin Pak Chat[GK-gender]Male[gender-GK]
|
| |
|
Manzil_Ki_Talash
|
Dec 10 2006, 09:16 PM
Post #25
|
Innocent
- Posts:
- 13,865
- Group:
- Admin.
- Member
- #112
- Joined:
- August 15, 2004
|
- shehreen
- Nov 29 2006, 01:24 AM
- Manzil_Ki_Talash
- Nov 28 2006, 05:02 AM
- shehreen
- Nov 28 2006, 03:44 AM
- Salman4U
- Jul 11 2005, 04:25 AM
Aap nay aksar logon ko ye kehtay suna ho ga k net........ sirf jhoot hai yahan sirf jhoot chalta hai banawat hai yahan dikhawa hai aur larkay sirf larkion say aur larkian sirf larkon say he baat cheet karti hain wo loug ek doosray ko impress karnay k leay aerdi choti ka zour lagatay hain magar pak chat pay aa kay ye baat ghalat balkay bilkul ghalat nazar aati hai.
Yahan PC pay mujhay jitna pyear mila, jitna apna pun mila kuch dost milay kuch bhai milay kuch behnain milinnnnnnnnn jo mujh say bouhat pyear karti hain
Shanoo (kashish) Sanam, Hira, Naher, Cindy, Muskan, Mazhar, Zaina, Sana, Moona, Sonia, Hira, Asma, Masiha, Mehak, Bia, Maryam, Khurram, Ahmed
in k illawa pc k wo new friends bhe jin say meri ziyada baat to nahain hoi kyun k wo jub aay tub maira aana bouhat kum ho gaiya yahan pay
ek naam main nay liya nahain kyun k main yahan aun k baray main he aap ko batanay laga hoon wo naam hai Khalid bhai aap nay pc pay aksar ek nick daikha ho ga "Manzil Kee Talash" ji han jub wo pc pay 1st time aay thay to main nay aun say poocha thaa k hazrat aap ke emanzil ahi kahan jiss ko aap seach kar rahay hain to aunhon nay bataya thaa k bus ji manzil abhi bouhat door hai magar talash kar he loon ga main Allah karay k aun ko aun kee manzil hasil ho jaay aur wo apni manzil e maqsood par punach jain
Khalid bhaiiiiiiiiiiiii ek bouhat achay insan hain ek shareef ul nafs pyear karnay walay meharban dost jin k halat ek zindagi bh ekcuh kuch meri tarha k hain abhi aunhon nay bhe bouhat see zeemay darian nibhani hain bouhat aagay jana hai meri aun say ek mulaqat bhe ho chuki haiiiiiiiiiiiii jiss ka main ek topic pay bata bhe chuka hoon
Khalid bhai kee dosti aesay logon k moun pay tamacha haiiiiiiiiii jo kah akartay hain k net pay sirf dhoka hai banawat haiiiiiiiiiiiiii kyun k khalid bhai say milnay k baad aur hamari dosti parwan chardhnay k baad aesi baten dum tord jati hain Khalid bhaiiiiiiii kee shakhsiyat ek seeday saday masoom say insan kee hai aur kabhi kabhi wo ek masoom say bachay kee roop main bhe nazar aatay hain jiss ko daikh k bouhat pyear aata haiiiiiiiiiiiiiiiiii
Allah main say duaa hai k wo mairay bouhat achay dost aur bhai khalid bhai ko zindagi k har imtehan main kamiab karain aur aun ko itna hosla dain k wo apnay maa baap behan o bhai kee zeemay darian poori kar sakain, Allah main aun kee zeindagi ko khushon say bahrday Ameen Aahhaaaaaaaaaam aahammmmmm wah bari tareef ho rahi hai bare bhaya aap ki.........aur wesay sach bhi yahi hai my brither is very innocent person ..........abb ziada na pheel jana bhai
aur in ki manzil tu abb in ko mil gai hai aur raaz ki baat hai in ki manzil main ne talash ki hai :D
Shehreen assalam alaikum hmmmmmmm abhi to ek manzil mili hai baqi aur buhut si hain na sis
:@ Shehreen
assalam alaikum yeh kya hai sis
|

_________________________________________________
Life Time Achivement Award 2007 (Special AWARD)
 Best Reagrd, Salman Nasim Shad Admin Pak Chat[GK-gender]Male[gender-GK]
|
| |
| 1 user reading this topic (1 Guest and 0 Anonymous)
|