Welcome Guest [Log In] [Register]
Salam.Friends.Welcome to Pak Chat. We hope you enjoy your visit.

You're currently viewing our forum as a guest. This means you are limited to certain areas of the board and there are some features you can't use. If you join our community, you'll be able to access member-only sections, and use many member-only features such as customizing your profile, sending personal messages, and voting in polls. Registration is simple, fast, and completely free.

Join our community!

If you're already a member please log in to your account to access all of our features:

Username:   Password:
Add Reply
Asli Gher
Topic Started: Sep 4 2004, 06:47 AM (87 Views)
Friend4ever
Member Avatar
C
~ ~~Tera Asli Ghar Qabar Hain~~~

jo tujh ko har roze teen teen bar pukarti hain k
ayyyy farzanay adam, main wahshat ka makaan hoon

main tanhayi ka makaam hoon main andheeri khotiri hoon
main khak aur dhool say pur hoon meray andar hain saanp bicho
meri peith par tu chalta phirta hain meray andar aakar tu hil bhi nasakay ga
tu meri peith par haram khata hain meray andar tujhay keeray khayaingay
tu meri peith par din raat gunah larta hain meray andar aakar azaab payay ga

tu meri peith par hansta hain khelta hain meray andar royay ga chillayay ga
tu meri peith par khuhyaan manata hain meray andar sakht gumgeen hoga
tu meri peith par guroor aur takabbur karta hain meray andar zaleel aur khuwar
hoga

tu meri peith par doston aur aashnawn kay saath chalta phirta hain
meray andar akela aur tanha hoga

tu meri peith par buray amal karta hain
meray andar tujh say buray amalon ki nisbat swal hoga

tu meri peith par fuzol bakwas karta hain
meray andar chup chap hogayay ga

tu meri peith par apni halat main mast hain
meray andar aakar pasheman hoga

AB TU JAAG

meri peith par mohlat ko ganeemat jaan aur naik amal karlay. Quran Hakeem ki tilawat ko apna monis banalay.namaz panjagana parh aur tahajjud ko mera chirag tayyar kar k saath la.khof-a-ilahi say rota rah . kasrat say zikar LA ILAHA karta rah k munkar nakeer k swalon k jawab tujh par assan hojayain .
~~Subuk~~
Posted Image
Offline Profile Quote Post Goto Top
 
Hawk
Member Avatar

Senior Member.
nice sharing
Posted Image
_____________________________________________
Posted Image
Offline Profile Quote Post Goto Top
 
King_Imran
No Avatar

Good Member
Friend4ever
Sep 4 2004, 06:47 AM

:boht umdha:
Offline Profile Quote Post Goto Top
 
fahad fedhy
Unregistered

:boht umdha: nice sharing
Quote Post Goto Top
 
Salman4U
Member Avatar

thanks for sharing
alvida, alvida, meri raahein alvida
meri saansein kehati hain, alvida
alvida, alvida, abb kehna aur kiya
jab tunay keh diya, alvida

___________________________

Posted Image
Offline Profile Quote Post Goto Top
 
1 user reading this topic (1 Guest and 0 Anonymous)
ZetaBoards - Free Forum Hosting
Create your own social network with a free forum.
« Previous Topic · •·.·.·•Islamic Center•·.·.·• · Next Topic »
Add Reply

Offline Profile